Wealth Inequality: Daulat Ka Faraq
Duniya mein itni ziada Wealth (Daulat) hai k us se har insaan ko aaram deh zindgi di ja sakti hai, lekin kuch log arbon pati (Billionaires) hain aur baqi awam ke paas anaj bhi poora nahi aata. Aisa kyun hai?
Isay 'Wealth Inequality' kehte hain. Yeh koi ittifaq nahi (Not an accident), ye design hai. Jab Central banks corona ya crisis mein naye Dollars hawa se banatay hain, tou wo paisa seedha stock markets aur ameer businessmen kay paas jaatay hain (bailouts kay tor par).
Key Takeaway
Dunya mein fake paise ki production sirf Elites ko faida pohanchati hai jab kay mehangai ki pareshaaniyaan sirf awam ko face karni parti hain.