Recovery: Naya Jaal Bidchta Hai
Jab saari barbadi ho chuki hoti hai aur system crash ho jata hai, tab Central Banks ka 'Bailout' plan aata hai. Market doobara kaise uthti hai?
Recession (Mandi) ke bad governments aur banks wapis zero pe aatay hain. Economy ko zinda karnay ke liye interest rates dobara lowest (minimum) kar diye jatay hain taa'ke companiyan aur normal Insaan dobara udhaar lena shuru karain. Is phase ko 'Recovery' kehtay hain.
Key Takeaway
Recovery asal mein dobara se society ko debt (qarzay) mein lanay ka ek rasta hai jo fresh generation ko Target karta hai.